SEARCH RESULTS
Showing search results for "nal-daman"
Sher MATCHES FOR "nal-daman"
Sher
Zubair Rizvi
Sher
us ko bha.Dkaa.o na daaman kii havaa.e.n de kar
sho.ala-e-ishq mire dil me.n dabaa rahne do
Akhtar Muslimi
Sher
phir na darmaa.n kaa kabhii naam 'mubaarak' lenaa
kufr hai dard-e-mohabbat kaa mudaavaa karnaa
Mubarak Azimabadi
Sher
mire ashko.n pe hai shabnam kaa gumaa.n tum ko magar
aag lag jaa.e na daaman ko bachaa.e rakhnaa
Asar Bahraichi
Sher
kyaa buto.n me.n hai KHudaa jaane ba-qaul-ustaad
na kamar rakhte hai.n kaafir na dahan rakhte hai.n
Hatim Ali Mehr
Sher
tar-daamanii pe shaiKH hamaarii na jaa.iyo
daaman nicho.D de.n to farishte vazuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Sher
Nawab Begam Hijab
Sher
chhuT jaa.e agar daaman-e-kaunain to kyaa Gam
lekin na chhuTe haath se daamaan-e-mohammad
Asghar Gondvi
Sher
damak rahaa hai jo nas nas kii tishnagii se badan
is aag ko na tiraa pairahan chhupaa.egaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Sher
itnii na ba.Dhaa paakii-e-daamaa.n kii hikaayat
daaman ko zaraa dekh zaraa band-e-qabaa dekh
Shefta Mustafa Khan
Sher
ab vahaa.n daaman-kashii kii fikr daaman-giir hai
ye mire KHvaab-e-mohabbat kii na.ii ta.abiir hai
Seemab Akbarabadi
Sher
daaman pe ko.ii chhii.nT na KHanjar pe ko.ii daaG
tum qatl karo ho ki karaamaat karo ho