SEARCH RESULTS
Showing search results for "nikalne"
Sher MATCHES FOR "nikalne"
Sher
dil vo hai ki fariyaad se labrez hai har vaqt
ham vo hai.n ki kuchh mu.nh se nikalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Sher
jaane kyaa Thaan ke uThtaa huu.n nikalne ke liye
jaane kyaa soch ke darvaaze se lauT aataa huu.n
Irfan Siddiqi
Sher
Ameer Minai
Sher
Munawwar Rana
Sher
Zubair Farooq
Sher
izaala ho gayaa taaKHiir se nikalne kaa
guzar ga.ii hai safar me.n mire qayaam kii shaam
Azhar Faragh
Sher
umr-bhar ke sajdo.n se mil nahii.n sakii jannat
KHuld se nikalne ko ik gunaah kaafii hai
Ambareen Haseeb ambar
Sher
mire ghar se ziyaada duur sahraa bhii nahii.n lekin
udaasii naam hii letii nahii.n baahar nikalne kaa
Iqbal Sajid
Sher
dil miraa jalva-e-aariz ne bahalne na diyaa
chandni-chowk se zaKHmii ko nikalne na diyaa
Unknown
Sher
Thahar ke talvo.n se kaa.nTe nikaalne vaale
ye hosh hai to junuu.n kaamyaab kyaa hogaa
Raaz Yazdani
Sher
mai.n apne aap se aage nikalne vaalaa thaa
so KHud ko apnii nazar se giraa ke baiTh gayaa
Fazil Jamili
Sher
darvaaza ko.ii ghar se nikalne ke liye de
be-KHauf ko.ii raasta chalne ke liye de
Sheen Kaaf Nizam
Sher
daliil us ke dariiche kii pesh kii mai.n ne
kisii ko patlii galii se nahii.n nikalne diyaa
Azhar Faragh
Sher
KHushii zaruur thii 'taimuur' din nikalne kii
magar ye Gam bhii sivaa thaa ki raat biit ga.ii
Taimur Hasan
Sher
vo parda-nashiinii kii ri.aayat hai tumhaarii
ham baat bhii KHalvat se nikalne nahii.n dete
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Sher
do vaqt nikalne lagii lailaa kii savaarii
dilchasp hu.aa qais ke rahne se ban aisaa