SEARCH RESULTS
Showing search results for "nisaar-e-dast-e-naazuk"
Sher MATCHES FOR "nisaar-e-dast-e-naazuk"
Sher
Meer Mohammadi Bedar
Sher
mo'jizaat-e-dast-e-kun dekhne the so ham ne
pattharo.n pe de maaraa KHud ko aa.iina kar ke
Shehla Kaleem
Sher
du’aa-e-dast-e-faziilat se sar kii raunaq hai
hamaare ghar ke buzurgo.n se ghar kii raunaq hai
Ashhad Karim Ulfat
Sher
dast-e-pur-KHuu.n ko kaf-e-dast-e-nigaaraa.n samjhe
qatl-gah thii jise ham mahfil-e-yaaraa.n samjhe
Majrooh Sultanpuri
Sher
yaad-e-faroG-e-dast-e-hinaa.ii na puuchhiye
har zaKHm-e-dil ko rashk-e-namak-daa.n banaa diyaa
Haneef Akhgar
Sher
Amir Hamza Saqib
Sher
Ajiz Matvi
Sher
taalib-e-dast-e-havas aur ka.ii daaman the
ham se miltaa jo na yuusuf ke garebaa.n se milaa
Mustafa Zaidi
Sher
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Sher
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Sher
kis tarah kar diyaa dil-e-naazuk ko chuur-chuur
is vaaqi.a kii KHaak hai patthar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
Mohammad Amaan Nisar
Sher
Bandar ibn-e-Raqim
Sher
thaa bahut un ko gilaurii kaa uThaanaa mushkil
dast-e-naazuk se diyaa paan ba.Dii mushkil se
Riyaz Khairabadi
Sher
kul kaa.enaat fikr se aazaad ho ga.ii
insaa.n misaal-e-dast-e-tah-e-sa.ng rah gayaa
Zaheer Kashmiri
Sher
Hari Chand Akhtar
Sher
du.aa.e.n maa.ngii hai.n saaqii ne khol kar zulfe.n
basaan-e-dast-e-karam abr-e-dajla-baar baras