SEARCH RESULTS
Showing search results for "nochne"
Sher MATCHES FOR "nochne"
Sher
chale to paa.nv ke niiche kuchal ga.ii ko.ii shai
nashe kii jho.nk me.n dekhaa nahii.n ki duniyaa hai
Shahab Jafri
Sher
tumhaare paa.o.n ke niiche ko.ii zamiin nahii.n
kamaal ye hai ki phir bhii tumhe.n yaqiin nahii.n
Dushyant Kumar
Sher
ik shaKHs kar rahaa hai abhii tak vafaa kaa zikr
kaash us zabaa.n-daraaz kaa mu.nh noch le ko.ii
Jaun Eliya
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
pe.D ke niiche zaraa sii chhaa.nv jo us ko milii
so gayaa mazduur tan par boriyaa o.Dhe hu.e
Sharib Mauranwi
Sher
devtaa ban.ne kii hasrat me.n mu.allaq ho ga.e
ab zaraa niiche utariye aadmii ban jaa.iye
Saleem Ahmed
Sher
ek ha.ngaame pe mauquuf hai ghar kii raunaq
nauha-e-Gam hii sahii naGma-e-shaadii na sahii
Mirza Ghalib
Sher
ye kaise malbe ke niiche dabaa diyaa gayaa huu.n
mujhe badan se nikaalo mai.n ta.ng aa gayaa huu.n
Irfan Sattar
Sher
tumhaare naam ke niiche khi.nchii hu.ii hai lakiir
kitaab-e-ziist hai saada is indiraaj ke ba.ad
Aanis Moin
Sher
mai.n raushnii huu.n to merii pahu.nch kahaa.n tak hai
kabhii charaaG ke niiche bikhar ke dekhuu.ngii
Aziz Bano Darab Wafa
Sher
baaham hu.aa kare.n hai.n din raat niiche uupar
ye narm-shaane lau.nDe hai.n maKHmal-e-do-KHvaabaa