SEARCH RESULTS
Showing search results for "panne"
Sher MATCHES FOR "panne"
Sher
Waseem Barelvi
Sher
Waseem Barelvi
Sher
ye zindagii bhii ajab kaarobaar hai ki mujhe
KHushii hai paane kii ko.ii na ranj khone kaa
Javed Akhtar
Sher
merii ik chhoTii sii koshish tujh ko paane ke liye
ban ga.ii hai mas.ala saare zamaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Sher
us se bichha.D ke dil kaa hu.aa hai ajiib haal
paane kii aarzuu ga.ii khone kaa Dar gayaa
Fakhira batool
Sher
Bashir Badr
Sher
mujh ko paane kii tamanna me.n vo Garqaab hu.aa
mai.n ne saahil kii tamanna me.n use khoyaa hai
Moid Rasheedi
Sher
hu.ii jin se tavaqqo KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Sher
jo hame.n paa ke bhii khone se bahut piichhe thaa
ham use kho ke bhii paane se bahut aage hai.n
Zeeshan Sahil
Sher
vo duur thaa to bahut hasrate.n thii.n paane kii
vo mil gayaa hai to jii chaahtaa hai khone ko
Salim Saleem
Sher
Priyamvada Ilhan
Sher
Dhalii jo shaam to mujh me.n simaT gayaa jaise
qaraar paane samundar me.n aaftaab utre