SEARCH RESULTS
Showing search results for "pau"
Sher MATCHES FOR "pau"
Sher
Nasir Shahzad
Sher
pau phaTte hii 'riyaaz' jahaa.n KHuld ban gayaa
Gilmaan-e-mahr saath liye aa.ii huur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
kaise sukuun paa.uu.n tujhe dekhne ke ba.ad
ab kyaa Gazal sunaa.uu.n tujhe dekhne ke ba.ad
Saeed Shahidi
Sher
ufuq ke aaKHirii manzar me.n jagmagaa.uu.n mai.n
hisaar-e-zaat se nikluu.n to KHud ko paa.uu.n mai.n
Kabir Ajmal
Sher
zamiir o zehn me.n ik sard ja.ng jaarii hai
kise shikast duu.n aur kis pe fat.h paa.uu.n mai.n
Kabir Ajmal
Sher
merii to por por me.n KHushbuu sii bas ga.ii
us par tiraa KHayaal hai aur chaa.nd-raat hai
Wasi Shah
Sher
bikher de mujhe chaaro.n taraf KHalaa.o.n me.n
kuchh is tarah se alag kar ki ju.D na paa.uu.n mai.n
Mohammad Alvi
Sher
jo zaKHm detaa hai to be-asar hii detaa hai
KHalish vo de ki jise bhuul bhii na paa.uu.n mai.n
Khaleel Tanveer
Sher
Riyaz Khairabadi
Sher
mai.n tujh ko bhuul na paa.uu.n yahii sazaa hai mirii
mai.n apne-aap se letaa huu.n intiqaam apnaa
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Sher
gar kahii.n paa.uu.n akelaa to balaa.e.n le kar
kis maze se tujhe luu.n chhaatii se dil-daar lagaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
pahaa.D jaise dino.n ko to kaaT luu.n lekin
nikal na paa.uu.n mai.n ik raat kii giraanii se