SEARCH RESULTS
Showing search results for "pha.dke"
Sher MATCHES FOR "pha.dke"
Sher
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaana hai
Jigar Moradabadi
Sher
Javed Akhtar
Sher
Gariib-e-shahr to faaqe se mar gayaa 'aarif'
amiir-e-shahr ne hiire se KHud-kushii kar lii
Arif Shafiq
Sher
ye faiz-e-ishq thaa ki hu.ii har KHataa mu.aaf
vo KHush na ho sake to KHafaa bhii na ho sake
Makhmoor Jalandhari
Sher
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Sher
Kaleem Haider Sharar
Sher
Mohammad Rafi Sauda
Sher
Aale Ahmad Suroor
Sher
haa.n ai falak-e-piir javaa.n thaa abhii aarif
kyaa teraa biga.Dtaa jo na martaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Sher
pha.Dkuu.n to sar phaTe hai na pha.Dkuu.n to jii ghaTe
ta.ng is qadar diyaa mujhe sayyaad ne qafas
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
suno hinduu musalmaano ki faiz-e-ishq se 'haatim'
hu.aa aazaad qaid-e-maz.hab-o-mashrab se ab faariG
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
kal chaa.nd Dagmagaa ke samundar me.n gir gayaa
phaile hu.e sitaaro.n kii bandish ke baavajuud
Aziz Nabeel
Sher
us zulf ke phande se nikalnaa nahii.n mumkin
haa.n maa.ng ko.ii raah nikaale to nikaale
Jaleel Manikpuri
Sher
phaile hai.n saare shahr me.n qisse ajiib se
guzraa hai jab bhii phuul saa chehra qariib se