SEARCH RESULTS
Showing search results for "phir main"
Sher MATCHES FOR "phir main"
Sher
kisii se phir mai.n kyaa ummiid rakkhuu.n
mirii ummiid to yaarab tuu hii hai
Nadir Shahjahanpuri
Sher
Liyaqat Ali Aasim
Sher
raah aasaa.n dekh kar sab KHush the phir mai.n ne kahaa
soch liije ek andaaz-e-nazar meraa bhii hai
Rajinder Manchanda Bani
Sher
idhar vo bichh.Daa udhar ik sitaaraa TuuTaa phir
mai.n aasmaan ko dekhuu.n aur aasmaan mujhe
Ammar Yasir Migsi
Sher
Mukhtar Siddiqui
Sher
hadd-e-nazar tak ek dariiche se aaj phir
mai.n jaa rahaa thaa aur ko.ii dekhtaa rahaa
Ahtamam Sadiq
Sher
fursat ho to ye jism bhii miTTii me.n dabaa do
lo phir mai.n zamaa.n aur makaa.n se nikal aayaa
Sadiq
Sher
chehro.n ko pairo.n se kuchal kar aage ba.Dh jaanaa
jiit isii ko kahte hai.n to phir mai.n haar gayaa
Hasan Shahnawaz Zaidi
Sher
ik KHvaab saa dekhaa thaa to mai.n kaa.np uThaa thaa
phir mai.n ne ko.ii KHvaab na dekhaa use kahnaa
Safdar Saleem Sial
Sher
Farhat Shahzad
Sher
aaj phir maa.n mujhe maaregii bahut rone par
aaj phir gaa.nv me.n aayaa hai khilaune vaalaa
Nawaz Zafar
Sher
bar-aks kyuu.n hu.aa hai zamaane ke pher me.n
hairaa.n hai ko.ii dukh me.n kise dastaras hu.aa
Qazi Mahmud Behri
Sher
Bekal Utsahi
Sher
Iftikhar Raghib
Sher
na to kuchh fikr me.n haasil hai na tadbiir me.n hai
vahii hotaa hai jo insaan kii taqdiir me.n hai
Hairat Allahabadi
Sher
sab ho.nge us se apne ta.aaruf kii fikr me.n
mujh ko mire sukuut se pahchaan jaa.egaa