SEARCH RESULTS
Showing search results for "pochhuu.n"
Sher MATCHES FOR "pochhuu.n"
Sher
jis se puuchhe.n tire baare me.n yahii kahtaa hai
KHuubsuurat hai vafaadaar nahii.n ho saktaa
Abbas Tabish
Sher
aa.nkho.n ke pochhne se lagaa aag kaa pata
yuu.n chehra pher lene se chhuptaa nahii.n dhu.aa.n
Gulzar
Sher
kaise sukuun paa.uu.n tujhe dekhne ke ba.ad
ab kyaa Gazal sunaa.uu.n tujhe dekhne ke ba.ad
Saeed Shahidi
Sher
Nida Fazli
Sher
Shuja Khaavar
Sher
vo intizaar kii chaukhaT pe so gayaa hogaa
kisii se vaqt to puuchhe.n ki kyaa bajaa hogaa
Bashir Badr
Sher
Allama Iqbal
Sher
vo nahaa kar zulf-e-pechaa.n ko jo bikhraane lage
husn ke dariyaa me.n pinhaa.n saa.np lahraane lage
Shad Lakhnavi
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
mohabbat karo aur nibaaho to puuchhuu.n
ye dushvaariyaa.n hai.n ki aasaaniyaa.n hai.n