SEARCH RESULTS
Showing search results for "policy"
Sher MATCHES FOR "policy"
Sher
kyaa puuchhte ho 'akbar'-e-shoriida-sar kaa haal
KHufiya police se puuchh rahaa hai kamar kaa haal
Akbar Allahabadi
Sher
maulvii saahib na chho.De.nge KHudaa go baKHsh de
gher hii le.nge police vaale sazaa ho yaa na ho
Akbar Allahabadi
Sher
be-hirs-o-Garaz qarz adaa kiijiye apnaa
jis tarah police kartii hai chaalaan vaGaira
Anwar Masood
Sher
hamaare laal ko darkaar hai vahii la.Dkii
ki jis kaa baap police me.n ho kam se kam deputy