SEARCH RESULTS
Showing search results for "potii"
Sher MATCHES FOR "potii"
Sher
Munawwar Rana
Sher
Meer Taqi Meer
Sher
ko.ii tasviir mukammal nahii.n hone paatii
dhuup dete hai.n to saayaa nahii.n rahne dete
Ahmad Mushtaq
Sher
aaj phir chaa.e banaate hu.e vo yaad aayaa
aaj phir chaa.e me.n pattii nahii.n Daalii mai.n ne
Taruna Mishra
Sher
zindagii jin ke tasavvur se jilaa paatii thii
haa.e kyaa log the jo daam-e-ajal me.n aa.e
Nasir Kazmi
Sher
phuul kii pattii se kaT saktaa hai hiire kaa jigar
mard-e-naadaa.n par kalaam-e-narm-o-naazuk be-asar
Allama Iqbal
Sher
laakh ham sher kahe.n laakh ibaarat likkhe.n
baat vo hai jo tire dil me.n jagah paatii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Mahshar Badayuni
Sher
Haidar Ali Aatish
Sher
mil nahii.n paatii KHud apne-aap se fursat mujhe
mujh se bhii mahruum rahtii hai kabhii mahfil mirii
Ghulam Husain Sajid
Sher
aa.nkh khul kar abhii maanuus nahii.n ho paatii
aur diivaar se tasviir badal jaatii hai
Anjum Saleemi
Sher
shaiKH-jii kyuu.nki ma.aasii se bache.n ham ki gunaah
irs hai apnii ham aadam ke agar pote hai.n
Qayem Chaandpuri
Sher
dard to zaKHm kii paTTii ke haTaane se uThaa
aur kuchh aur bhii marham ke lagaane se uThaa
Zaheer Siddiqui
Sher
dimaaG aur hii paatii hai.n in hasiino.n me.n
ye maah vo hai.n nazar aa.e.n jo mahiino.n me.n
Goya Faqir Mohammad
Sher
lo chaa.e me.n bhii chaa.e kii pattii nahii.n Daalii
tum ko to mohabbat ke sivaa kuchh nahii.n aataa