SEARCH RESULTS
Showing search results for "puchh-pachaa"
Sher MATCHES FOR "puchh-pachaa"
Sher
Fauziya rabab
Sher
kuchh is adaa se aap ne puuchhaa miraa mizaaj
kahnaa pa.Daa ki shukr hai parvardigaar kaa
Jaleel Manikpuri
Sher
har ek mo.D se puuchhaa hai manzilo.n kaa pata
safar tamaam hu.aa rahbar nahii.n aa.e
Anjum Ansari
Sher
puuchhaa na jaa.egaa jo vatan se nikal gayaa
be-kaar hai jo daa.nt dahan se nikal gayaa
Ameer Minai
Sher
Ateeb Quadri
Sher
puuchhne vaale ne kuchh is tarah puuchhaa meraa haal
mai.n KHud apne aap ko pahle se behtar saa lagaa
Aish Barni
Sher
dil ke zaKHmo.n kii chubhan diida-e-tar se puuchho
mere ashko.n kaa hai kyaa mol guhar se puuchhaa
Bushra Hashmi
Sher
Irfan Hameed
Sher
Sarfaraz Shahid
Sher
haal puuchhaa na kare haath milaayaa na kare
mai.n isii dhuup me.n KHush huu.n ko.ii saaya na kare