SEARCH RESULTS
Showing search results for "pur-vaqaar"
Sher MATCHES FOR "pur-vaqaar"
Sher
chal kar kabhii hamaare andhere bhii dekhiye
ham log raushnii me.n ba.De pur-vaqaar hai.n
Tasneem Faruqi
Sher
havaa ke vaar par ab vaar karne vaalaa hai
charaaG bujhne se inkaar karne vaalaa hai
Vikas Sharma Raaz
Sher
kahaa.n milegii bhalaa is sitamgarii kii misaal
taras bhii khaataa hai mujh par tabaah kar ke mujhe
Waqar Manvi
Sher
vaar pusht par karke kyaa milaa tumhe.n aaKHir
ek pal me.n kho baiThe e'tibaar jitnaa thaa
adil zaidi
Sher
KHud rahm kiijiye dil-e-ummiid-vaar par
aaphii nikaaliye ko.ii suurat nibaah kii
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Sher
nashtar tire alfaaz hai.n lagte hai.n ye dil par
gar qatl hii karnaa hai to ik vaar me.n karnaa
Nabiya Irfan
Sher
zulf o abruu ne to ai jaan thaa baa.ndhaa maaraa
par tirii chashm ne kar ke mujhe be-jaa.n chho.Daa
Kishan Kumaar Waqaar
Sher
Jaun Eliya
Sher
kahaa ye sab ne ki jo vaar the usii par the
magar ye kyaa ki badan chuur chuur meraa thaa
Mazhar Imam
Sher
ilaahii vaaqa.ii itnaa hii bad hai fisq-o-fujuur
par is maze ko samajhtaa jo tuu bashar hotaa
Qayem Chaandpuri
Sher
Kishan Kumaar Waqaar
Sher
yaar ne KHatt-o-kabuutar ke kiye hai.n Tuk.De
purze kaaGaz ke kare.n jam.a ki par jam.a kare.n