SEARCH RESULTS
Showing search results for "qutub u"
Sher MATCHES FOR "qutub u"
Sher
mohabbat kii sultaanii hai sab jagat me.n
ki is sam nahii.n ko.ii gyaanii-o-daanii
Quli Qutub Shah
Sher
dillii me.n dard-e-dil kuu.n ko.ii puuchhtaa nahii.n
mujh kuu.n qasam hai KHvaaja-qutub ke mazaar kii
Abroo Shah Mubarak
Sher
Quli Qutub Shah
Sher
Quli Qutub Shah
Sher
chaaliis jaam pii ke diyaa ek jaam-e-mai
saaqii ne KHuub raah nikaalii zakaat kii
Kalb-e-husain Nadir
Sher
gar ho sharaab o KHalvat o mahbuub-e-KHuub-ruu
zaahid qasam hai tujh ko jo tuu ho to kyaa kare
Mohammad Rafi Sauda
Sher
ham ko pata hai KHuub tumhaaraa hai zohd kyaa
ai mubtalaa-e-taqvaa-o-pindaar chup raho
Dr. Fauq Kareemi
Sher
husn ne dast-e-karam khii.nch liyaa hai kyaa KHuub
ab mujhe bhii havas-e-lazzat-e-aazaar nahii.n
Saghar Nizami
Sher
avval avval KHuub dau.Dii kashtii-e-ahl-e-havas
aaKHir aaKHir Duub marne kaa maqaam aa hii gayaa
Natiq Gulavthi
Sher
dhokaa thaa nigaaho.n kaa magar KHuub thaa dhokaa
mujh ko tirii nazro.n me.n mohabbat nazar aa.ii
Shaukat Thanvi
Sher
yaad us kii itnii KHuub nahii.n 'miir' baaz aa
naadaan phir vo jii se bhulaayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Sher
Hatim Ali Mehr
Sher
hai KHuub manzar-e-chaara-garii ki ham ne yahaa.n
du.aa ke dar pe hai dekhaa davaa ko sajde me.n
Deepak Purohit
Sher
KHuub-ruu.ii pe hai kyaa naaz butaan-e-london
hai.n faqat ruu.ii ke gaalo.n kii tarah gaal safed