SEARCH RESULTS
Showing search results for "raam ji ka dukh ibr"
Sher MATCHES FOR "raam ji ka dukh ibr"
Sher
zindagii to sapnaa hai kaun 'raam' apnaa hai
kyaa kisii ko dukh denaa kyaa kisii kaa Gam karnaa
Ram Riyaz
Sher
sau baar jis ko dekh ke hairaan ho chuke
jii chaahtaa hai phir use ik baar dekhnaa
Saba Akbarabadi
Sher
aataa thaa jis ko dekh ke tasviir kaa KHayaal
ab to vo kiil bhii mirii diivaar me.n nahii.n
Ghulam Murtaza Rahi
Sher
Habeeb Moosavi
Sher
Sajjad Baqar Rizvi
Sher
kal raat jis ko chaa.nd samajhte rahe the ham
kangan uchhal gayaa thaa kisii naazniin kaa
Saeed Ahmad Akhtar
Sher
aa.ii havaa na raas jo saayo.n ke shahr kii
ham zaat kii qadiim guphaa.o.n me.n kho ga.e
Abdul Ahad Saaz
Sher
Akhtar Ansari Akbarabadi
Sher
kal raat jo ii.ndhan ke liye kaT ke giraa hai
chi.Diyo.n ko bahut pyaar thaa us buu.Dhe shajar se
Parveen Shakir
Sher
yahii hai vaqt ki jii bhar ke dekh luu.n us ko
vo saamne hai magar dekhtaa nahii.n hai mujhe
Minhaj Ali
Sher
saath chal kar dekh mere aur mujh ko aazmaa
kyo.n yaqii.n kartaa hai logo.n se sunii har baat par
Raghvendra Dwivedi
Sher
KHizr se kah do ki aa kar dekh le.n aab-e-hayaat
dho.e jaate hai.n nicho.De jaa.e.nge gesuu-e-dost
Sayyad Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi
Sher
bichh.De the jis kii vaj.h se siitaa se raam jii
mai.n us hiran ko raam-kahaanii se khii.nch luu.n