SEARCH RESULTS
Showing search results for "rah-giir"
Sher MATCHES FOR "rah-giir"
Sher
raho ghar me.n ziyaada to safar aavaaz detaa hai
safar me.n jab nikal jaa.o to ghar aavaaz detaa hai
Moid Rahbar Lakhnavi
Sher
ye do-dilii me.n rahaa ghar na ghaaT kaa 'anjum'
buto.n ko kar na sakaa KHush KHudaa ko paa na sakaa
Anjum Manpuri
Sher
paivasta gard-e-dasht rahii gar tah-e-daruu.n
aayaa hai jism-e-qais agar pairahan ke biich
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Mohammad Rafi Sauda
Sher
dil kii har baat kah ga.e aa.nsuu
gir ke aa.nkho.n se rah ga.e aa.nsuu
Syed Basit Hussain Mahir Lakhnavi
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
duniyaa ke inhimaak me.n dii.n kaa nahii.n rahaa
ghar us kaa jis jagah thaa vahii.n kaa nahii.n rahaa
Khawaja Javed Akhtar
Sher
ai shaam-e-hijr-e-yaar mirii tuu gavaahii de
mai.n tere saath saath rahaa ghar nahii.n gayaa
Azeem Haider Syed
Sher
Afzal Gauhar Rao
Sher
mal rahe hai.n vo apne ghar meh.ndii
ham yahaa.n e.Diyaa.n raga.Dte hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
Zehra Nigaah
Sher
yaa rab mirii du.aa.o.n me.n itnaa asar rahe
phuulo.n bharaa sadaa mirii bahnaa kaa ghar rahe