SEARCH RESULTS
Showing search results for "rasool e khuda ka d"
Sher MATCHES FOR "rasool e khuda ka d"
Sher
ai KHudaa aasuudgii kaa ek lamha mere naam
umr guzrii hai mirii KHadshaat kii dahliiz par
Najma Usman
Sher
tum aa ga.e ho KHudaa kaa subuut hai ye bhii
qasam KHudaa kii abhii mai.n ne tum ko sochaa thaa
Qaisarul Jafri
Sher
ai shaiKH ye jo maane.n ka.aba KHudaa kaa ghar hai
but-KHaana me.n bataa tuu phir kaun jalva-gar hai
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Sher
Aamil Darvesh
Sher
kis kaa suraaG jalva hai hairat ko ai KHudaa
aa.iina farsh-e-shash-jahat-e-intizaar hai
Mirza Ghalib
Sher
ai KHudaa duniyaa pe ab qabza buto.n kaa chaahiye
ek ghar tere liye in sab ne KHaalii kar diyaa
Muztar Khairabadi
Sher
ai mard-e-KHudaa ho tuu parastaar butaa.n kaa
maz.hab me.n mire kufr hai inkaar butaa.n kaa
Taban Abdul Hai
Sher
Moid Rasheedi
Sher
ai KHudaa insaan kii taqsiim-dar-taqsiim dekh
paarsaa.o.n devtaa.o.n qaatilo.n ke darmiyaa.n
Hasan Abidi
Sher
terii duniyaa me.n tire husn kaa shaidaa.ii huu.n
ai KHudaa mujh ko gunahgaar na samjhaa jaa.e
Jameel Yusuf
Sher
na ko.ii ranj kaa lamha kisii ke paas aa.e
KHudaa kare ki nayaa saal sab ko raas aa.e
Faryad Aazar
Sher
husn hai daad-e-KHudaa ishq hai imdaad-e-KHudaa
Gair kaa daKHl nahii.n baKHt hai apnaa apnaa
Aziz Hyderabadi
Sher
barhaman khole hiigaa but-kada kaa darvaaza
band rahne kaa nahii.n kaar-e-KHudaa-saaz apnaa
Haidar Ali Aatish
Sher
KHudaa kaa shukr hai girdaab se nikal aayaa
mai.n us ke halqa-e-ahbaab se nikal aayaa
Mahboob Zafar
Sher
kisii kaa ruKH hame.n qur.aan kaa javaab milaa
KHudaa kaa shukr hai but saahib-e-kitaab milaa