SEARCH RESULTS
Showing search results for "saabir"
Sher MATCHES FOR "saabir"
Sher
shaam se pahle tirii shaam na hone duu.ngaa
zindagii mai.n tujhe naakaam na hone duu.ngaa
Sabir Zafar
Sher
mai.n sochtaa huu.n mujhe intizaar kis kaa hai
kivaa.D raat ko ghar kaa agar khulaa rah jaa.e
Sabir Zafar
Sher
umr bhar likhte rahe phir bhii varaq saada rahaa
jaane kyaa lafz the jo ham se na tahriir hu.e
Sabir Zafar
Sher
miluu.n to kaise miluu.n be-talab kisii se mai.n
jise miluu.n vo kahe mujh se ko.ii kaam thaa kyaa
Sabir Zafar
Sher
kuchh be-Thikaana kartii rahii.n hijrate.n mudaam
kuchh merii vahshato.n ne mujhe dar-ba-dar kiyaa
Sabir Zafar
Sher
Sabir Waseem
Sher
KHizaa.n kii rut hai janam-din hai aur dhu.aa.n aur phuul
havaa bikher ga.ii mom-battiyaa.n aur phuul
Sabir Zafar
Sher
na intizaar karo in kaa ai azaa-daaro
shahiid jaate hai.n jannat ko ghar nahii.n aate
Sabir Zafar
Sher
KHvaabo.n se na jaa.o ki abhii raat bahut hai
pahluu me.n tum aa.o ki abhii raat bahut hai
Sabir Dutt
Sher
ye kaisii siyaasat hai mire mulk pe haavii
insaan ko insaa.n se judaa dekh rahaa huu.n
Sabir Dutt
Sher
maut aa jaa.e vabaa me.n ye alag baat magar
ham tire hijr me.n naaGa to nahii.n kar sakte