SEARCH RESULTS
Showing search results for "saahib"
Sher MATCHES FOR "saahib"
Sher
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Sher
kahii.n zamii.n se ta'alluq na KHatm ho jaa.e
bahut na KHud ko havaa me.n uchhaaliye saahib
Rajendra Nath Rahbar
Sher
tujhe kitaab se mumkin nahii.n faraaG ki tuu
kitaab-KHvaa.n hai magar saahib-e-kitaab nahii.n
Allama Iqbal
Sher
dil diyaa jis ne kisii ko vo hu.aa saahib-e-dil
haath aa jaatii hai kho dene se daulat dil kii
Aasi Ghazipuri
Sher
Hafeez Jaunpuri
Sher
zamaana aql ko samjhaa hu.aa hai mish.al-e-raah
kise KHabar ki junuu.n bhii hai saahib-e-idraak
Allama Iqbal
Sher
mushkil kaa saamnaa ho to himmat na haariye
himmat hai shart saahib-e-himmat se kyaa na ho
Imdad Imam Asar
Sher
phir is ke baa'd ye baazaar-e-dil nahii.n lagnaa
KHariid liijiye saahib Gulaam aaKHirii hai
Abbas Tabish
Sher
lete hii naam us kaa sote se chau.nk uTThe
hai KHair 'miir'-saahib kuchh tum ne KHvaab dekhaa
Meer Taqi Meer
Sher
badal ke dekh chukii hai re.aayaa saahib-e-taKHt
jo sar qalam nahii.n kartaa zabaan khii.nchtaa hai
Azhar Faragh
Sher
Hari Chand Akhtar
Sher
piichhe piichhe mire chalne se ruko mat saahib
ko.ii puuchhegaa to kahiyo ye hai naukar meraa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
Khalilur Rahman Azmi
Sher
ab kaun jaa ke saahib-e-mimbar se ye kahe
kyuu.n KHuun pii rahaa hai sitamgar sharaab pii