SEARCH RESULTS
Showing search results for "saakinaan-e-qasr-e-naaz"
Sher MATCHES FOR "saakinaan-e-qasr-e-naaz"
Sher
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
S A Mehdi
Sher
thaa jis pe naaz kabhii ab vo aarzuu na rahii
niyaaz-e-'ishq kii pahlii sii aabruu na rahii
A. D. Azhar
Sher
ai sakinaan-e-charKH-e-mu.allaa bacho bacho
tuufaa.n hu.aa buland mire aab-diida kaa
Naseem Dehlvi
Sher
rusvaa agar na karnaa thaa aalam me.n yuu.n mujhe
aisii nigaah-e-naaz se dekhaa thaa kyuu.n mujhe
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Sher
KHalvat-e-naaz me.n kuchh aur hii raunaq hotii
ko.ii KHalvat me.n agar anjuman-aaraa hotaa
Nazneen Begum Naz
Sher
miTaa miTaa saa tasavvur hai naaz maazii kaa
hayaat-e-nau hai ab is umr-e-raa.egaa.n se gurez
Nazneen Begum Naz
Sher
Allama Iqbal
Sher
saahibaan-e-qasr ko miltii nahii.n hai ba.ad-e-marg
gor me.n sar ke tale takiya kii jaagaa ek KHisht
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
ai tarah-daar-e-ishva-taraaz-e-dayaar-e-naaz
ruKHsat hu.aa huu.n tere liye dil-galii se mai.n
Jaun Eliya
Sher
aisii ko.ii KHabar to nahii.n saakinaan-e-shahr
dariyaa mohabbato.n ke jo bahte the tham ga.e
Aziz Hamid Madni
Sher
havaa kaa tabsira ye saakinaan-e-shahr pe thaa
ajiib log hai.n paanii pe ghar banaate hai.n
Syed Amin Ashraf
Sher
Ameer Minai
Sher
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
Unknown
Sher
Dahaa kha.Daa hai hazaaro.n jagah se qasr-e-vajuud
bataa.uu.n kaun sii us kii mai.n ustuvaar taraf