SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabir raza"
Sher MATCHES FOR "sabir raza"
Sher
Sabir Raza
Sher
Sahir Dehlavi
Sher
phir laa.ii hai barsaat tirii yaad kaa mausam
gulshan me.n nayaa phuul khilaa dekh rahaa huu.n
Sabir Dutt
Sher
agarche roz miraa sabr aazmaataa hai
magar ye dariyaa mujhe tairnaa sikhaataa hai
Rana Amir Liyaqat
Sher
umr bhar likhte rahe phir bhii varaq saada rahaa
jaane kyaa lafz the jo ham se na tahriir hu.e
Sabir Zafar
Sher
ye kaisii siyaasat hai mire mulk pe haavii
insaan ko insaa.n se judaa dekh rahaa huu.n
Sabir Dutt
Sher
pa.Daa na farq ko.ii pairahan badal ke bhii
lahuu lahuu hii rahaa jam ke bhii pighal ke bhii
Sabir Zafar
Sher
raaz kii baate.n likhii aur KHat khulaa rahne diyaa
jaane kyuu.n rusvaa.iyo.n kaa silsila rahne diyaa
Sabir Jalalabadi
Sher
mai.n apnii maa.n ke vasiile se zinda-tar Thahruu.n
ki vo lahuu mire sabr-o-razaa me.n raushan hai
Abul Hasanat Haqqi
Sher
saabit ye kar rahaa huu.n ki rahmat-shanaas huu.n
har qism kaa gunaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Mirza Shauq Lakhnavi
Sher
ham itnaa chaahte the ek duusre ko 'zafar'
mai.n us kii aur vo merii misaal ho ke rahaa