SEARCH RESULTS
Showing search results for "sage"
Sher MATCHES FOR "sage"
Sher
shikam kii aag liye phir rahii hai shahr-ba-shahr
sag-e-zamaana hai.n ham kyaa hamaarii hijrat kyaa
Iftikhar Arif
Sher
Munawwr Badayuni
Sher
ghar kii taqsiim vasiyyat ke mutaabiq hogii
phir bhii kyo.n mujh ko sage bhaa.ii se Dar lagtaa hai
Meraj Ahmad Meraj
Sher
ghar kii taqsiim vasiyyat ke mutaabiq hogii
phir bhii kyo.n mujh ko sage bhaa.ii se Dar lagtaa hai
Meraj Ahmad Meraj
Sher
Aman Ali Sahar Lakhnavi
Sher
Bekhud Dehlvi
Sher
Munawwar Rana
Sher
ba.De siidhe-saadhe ba.De bhole-bhaale
ko.ii dekhe is vaqt chehraa tumhaaraa
Agha Shayar Qazalbash
Sher
apnii miTTii hii pe chalne kaa saliiqa siikho
sa.ng-e-marmar pe chaloge to phisal jaa.oge
Iqbal Azeem
Sher
Mirza Ghalib
Sher
ye duniyaa nafrato.n ke aaKHrii stage pe hai
ilaaj is kaa mohabbat ke sivaa kuchh bhii nahii.n hai
Charan Singh Bashar
Sher
zindagaanii kii haqiiqat kohkan ke dil se puuchh
juu-e-shiir o tesha o sa.ng-e-giraa.n hai zindagii
Allama Iqbal
Sher
tumhaare sa.ng-e-taGaaful kaa kyuu.n kare.n shikva
is aa.ine kaa muqaddar hii TuuTnaa hogaa
Abdul Hafiz Naeemi
Sher
pyaar karne bhii na paayaa thaa ki rusvaa.ii milii
jurm se pahle hii mujh ko sa.ng-e-KHamyaaza lagaa