SEARCH RESULTS
Showing search results for "sand kar"
Sher MATCHES FOR "sand kar"
Sher
mujhe gila na kisii sang kaa na aahan kaa
usii ne to.D diyaa jis kaa aa.iina thaa mai.n
Saleem Ahmed
Sher
parinde bhii hamd-o-sanaa kar rahe hai.n
magar tuu ba-vaqt-e-azaa.n so rahaa hai
Azimuddin Sahil Kalamnoori
Sher
Sarfaraz Shahid
Sher
hai aks-e-aa.ina dil me.n kisii bilqiis-e-saanii kaa
tasavvur hai miraa ustaad bahzaad aur maanii kaa
Dattatriya Kaifi
Sher
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Sher
Saeed Ahmad
Sher
mai.n apne zahr se vaaqif huu.n vo samajhtaa nahii.n
hai mere kiisa-e-sad-kaam me.n sharaafat bhii
Abul Hasanat Haqqi
Sher
is Dar se rok rakkhe hai.n aa.nsuu 'sa.iid' ne
aa.nchal na bhiig jaa.e kisii gul-jabiin kaa
Saeed Ahmad Akhtar
Sher
Aqeel Abbas
Sher
Navab Sultan Jahan Begam
Sher
vo chaahtaa thaa ki dekhe mujhe bikharte hu.e
so us kaa jashn ba-sad-ehtimaam mai.n ne kiyaa
Saud Usmani
Sher
mai.n din ko shab se bhalaa kyuu.n alag karuu.n saanii
ye tiirgii bhii to ik raushnii kaa hissa hai
Mahender Kumar Sani
Sher
mere siine se zaraa kaan lagaa kar dekho
saa.ns chaltii hai ki zanjiir-zanii hotii hai