SEARCH RESULTS
Showing search results for "sartaaj-e-fasiihaan-e-zamaana"
Sher MATCHES FOR "sartaaj-e-fasiihaan-e-zamaana"
Sher
samajh to ye ki na samjhe KHud apnaa ra.ng-e-junuu.n
mizaaj ye ki zamaana mizaaj-daa.n hotaa
Aal-e-Raza Raza
Sher
kaafii hai bahut vus.at-e-sahraa-e-zamaana
ham aur kahii.n Dhuu.nD nikaale.nge Thikaana
Iqbal Sohail
Sher
Gam-e-zamaana ne majbuur kar diyaa varna
ye aarzuu thii ki bas terii aarzuu karte
Akhtar Shirani
Sher
nahii.n itaab-e-zamaana KHitaab ke qaabil
tiraa javaab yahii hai ki muskuraa.e jaa
Hafeez Jalandhari
Sher
ye gardish-e-zamaana hame.n kyaa miTaa.egii
ham hai.n tavaaf-e-kuucha-e-jaanaa.n kiye hu.e
Qabil Ajmeri
Sher
Sahar Ansari
Sher
ye inqilaab-e-zamaana nahii.n to phir kyaa hai
amiir-e-shahr jo kal thaa vo hai faqiiro.n me.n
Athar Nadir
Sher
mai.n KHarch kaar-e-zamaana me.n ho chukaa itnaa
ki aaKHirat ke liye paas kuchh bachaa hii nahii.n
Mohsin Ehsan
Sher
ye sarguzisht-e-zamaana ye daastaan-e-hayaat
adhuurii baat me.n bhii rah ga.ii kamii merii
Akhtar Hoshiyarpuri
Sher
Anwar Sadeed
Sher
Gam-e-zamaana tirii zulmate.n hii kyaa kam thii.n
ki ba.Dh chale hai.n ab in gesu.o.n ke bhii saa.e
Hafeez Hoshiarpuri
Sher
yahii hai rasm-e-zamaana to phir gila kaisaa
ko.ii jalaa.e charaaGo.n ko aur bujhaa.e ko.ii
Qasri Kanpuri
Sher
hairat hai aaj chashm-e-zamaana-shanaas me.n
dekhaa gayaa hai us ko Gazal ke libaas me.n