SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaadiyaa.n"
Sher MATCHES FOR "shaadiyaa.n"
Sher
ye jabr bhii dekhaa hai taariiKH kii nazro.n ne
lamho.n ne KHataa kii thii sadiyo.n ne sazaa paa.ii
Muzaffar Razmi
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
Munawwar Rana
Sher
mumkin hai ki sadiyo.n bhii nazar aa.e na suuraj
is baar a.ndheraa mire andar se uThaa hai
Aanis Moin
Sher
vaqaar-e-KHuun-e-shahiidaan-e-karbalaa kii qasam
yaziid morcha jiitaa hai ja.ng haaraa hai
Divakar Rahi
Sher
Farhat Nadeem Humayun
Sher
Insha Allah Khan Insha
Sher
sirf darvaaze talak jaa ke hii lauT aayaa huu.n
aisaa lagtaa hai ki sadiyo.n kaa safar kar aayaa
Kaifi Wijdani
Sher
yaado.n kii shaal o.Dh ke aavaara-gardiyaa.n
kaaTii hai.n ham ne yuu.n bhii december kii sardiyaa.n
Unknown
Sher
Chandrabhan Khayal
Sher
sadiyo.n se zamaane kaa ye andaaz rahaa hai
saaya bhii judaa ho gayaa jab vaqt pa.Daa hai
Jamill Murassapuri
Sher
kaun kahtaa hai mulaaqaat mirii aaj kii hai
tuu mirii ruuh ke andar hai ka.ii sadiyo.n se
Wasi Shah
Sher
KHuu.n shahiidaan-e-vatan kaa rang laa kar hii rahaa
aaj ye jannat-nishaa.n hindostaa.n aazaad hai
Ameen Salaunvi
Sher
ham aadmii kii tarah jii rahe hai.n sadiyo.n se
chalo 'saliim' ab insaan ho ke dekhte hai.n