SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaal"
Sher MATCHES FOR "shaal"
Sher
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Sher
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Sher
yaado.n kii shaal o.Dh ke aavaara-gardiyaa.n
kaaTii hai.n ham ne yuu.n bhii december kii sardiyaa.n
Unknown
Sher
maa.n KHvaab me.n aa kar ye bataa jaatii hai har roz
bosiida sii o.Dhii hu.ii is shaal me.n ham hai.n
Munawwar Rana
Sher
darvaaza khaTkhaTaa ke sitaare chale ga.e
KHvaabo.n kii shaal o.Dh ke mai.n uu.nghtaa rahaa
Adil Mansuri
Sher
saa.nvle tan pe Gazab dhaj hai basantii shaal kii
jii me.n hai kah baiThiye ab jai kanhayyaa laal kii
Insha Allah Khan Insha
Sher
havaa chalii to us kii shaal merii chhat pe aa girii
ye us badan bhii saath meraa pahlaa raabta hu.aa
Ziya Mazkoor
Sher
Aagha Akbarabadi
Sher
de ek shab ko apnii mujhe zard shaal tuu
hai mujh ko suu.nghne ke havas so nikaal tuu
Insha Allah Khan Insha
Sher
amiir shaal do-shaalo.n me.n garm-e-raahat-o-aish
Gariib ke liye jaa.Do.n me.n zindagaanii dhuup
Imdad Ali Bahr
Sher
mujh rang zard uupar Gusse sii.n laal mat ho
ai sabz shaal vaale uude rumaal vaale
Siraj Aurangabadi
Sher
vo saa.Dii jewellery ke tahaa.if pe thii ba-zid
ham sau ruupe kii shaal se aage nahii.n ga.e
Aziz Faisal
Sher
kyaa jaane kis kaa haath mire haath aa gayaa
jis kii giraft chaahiye thii shal milaa mujhe
Afzaal Naveed
Sher
chaa.ndnii ke haath bhii jab ho ga.e shal raat ko
apne siine par sambhaalaa mai.n ne bojhal raat ko
Akhtar Imam Rizvi
Sher
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Sher
tum ne kiyaa na yaad kabhii bhuul kar hame.n
ham ne tumhaarii yaad me.n sab kuchh bhulaa diyaa
Bahadur Shah Zafar
Sher
Ibn e Insha
Sher
uTho ye manzar-e-shab-taab dekhne ke liye
ki nii.nd shart nahii.n KHvaab dekhne ke liye