SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahbaaz"
Sher MATCHES FOR "shahbaaz"
Sher
ik Galat-fahmii ne dil kaa aa.ina dhundlaa diyaa
ik Galat-fahmii se barso.n kii shanaasaa.ii ga.ii
Shahbaz Nadeem Ziai
Sher
chalo yuu.n hii sahii ham bevafaa hai.n
magar ye to bataa.e.n aap kyaa hai.n
Shahbaz Nadeem Ziai
Sher
nigaah-e-ishq dil-e-zinda kii talaash me.n hai
shikaar-e-murda sazaa-vaar-e-shaahbaaz nahii.n
Allama Iqbal
Sher
mujhe ye zid hai kabhii chaa.nd ko asiir karuu.n
so ab ke jhiil me.n ik daa.era banaanaa hai
Shahbaz Khwaja
Sher
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Sher
mataa-e-jaa.n hai.n mirii umr bhar kaa haasil hai.n
vo chand lamhe tire qurb me.n guzaare hu.e
Shahbaz Khwaja
Sher
vo ek tuu ki tire Gam me.n ik jahaa.n ro.e
vo ek mai.n ki miraa ko.ii rone vaalaa nahii.n
Shahbaz Khwaja
Sher
shab-e-firaaq kaa chhaayaa hu.aa hai rob aisaa
bulaa bulaa ke thake ham qazaa nahii.n aa.ii
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Sher
kisii ne dekh liyaa thaa jo saath chalte hu.e
pahu.nch ga.ii hai kahaa.n jaane baat chalte hu.e
Shahbaz Khwaja
Sher
ik aisaa vaqt bhii sahraa me.n aane vaalaa hai
ki raasta yahaa.n dariyaa banaane vaalaa hai
Shahbaz Khwaja
Sher
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Sher
'shahbaaz' me.n aib hii nahii.n kul
ek aadh ko.ii hunar bhii hogaa
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Sher
Shahbaz Khwaja
Sher
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Sher
kitne gulshan ki saje the mire iqraar ke naam
kitne KHanjar ki mirii ek nahii.n par chamke
Shahbaz Khwaja
Sher
dil to dil afa.i-e-gesuu vo balaa hai kaafir
is kaa kaaTaa ko.ii af.ii bhii na paanii maa.nge
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Sher
miTTii kaa hii ghar na hogaa barbaad
miTTii tire tan kaa ghar bhii hogaa