SEARCH RESULTS
Showing search results for "sham.e.n"
Sher MATCHES FOR "sham.e.n"
Sher
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham.e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Sher
Zaheer Kashmiri
Sher
shaame.n kisii ko maa.ngtii hai.n aaj bhii 'firaaq'
go zindagii me.n yuu.n mujhe ko.ii kamii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
shab kii shab ko.ii na sharminda-e-ruKHsat Thahre
jaane vaalo.n ke liye sham.e.n bujhaa dii jaa.e.n
Abbas Tabish
Sher
jaise viiraan havelii me.n ho.n KHaamosh charaaG
ab guzartii hai.n tire shahr me.n shaame.n aisii
Tauqeer Taqi
Sher
ik kaafir-e-mutlaq hai zulmat kii javaanii bhii
be-rahm a.ndheraa hai sham.e.n hai.n na parvaane
Siraj Lakhnavi
Sher
Zia Jalandhari
Sher
Anand Narayan Mulla
Sher
na saath de.ngii ye dam to.Dtii hu.ii sham.e.n
na.e charaag jalaa.o ki raushnii kam hai
Shahid Siddiqui
Sher
bujhii.n sham.e.n to dil jalaa.e hai.n
yuu.n a.ndhero.n me.n raushnii kii hai
Syed Ehtisham Husain
Sher
Karam Hyderabadi
Sher
Abdul Majeed Salik
Sher
tah-e-aariz jo farozaa.n hai.n hazaaro.n sham.e.n
lutf-e-iqraar hai yaa shoKHii-e-inkaar kaa rang
Ali Sardar Jafri
Sher
Erum Zehra
Sher
sham.e.n afsurda jahaa.n phuul hai.n pazhmurda jahaa.n
dil ko us gor-e-Gariibaa.n me.n pukaaraa hotaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
vahii rusvaa.ii kaa merii sabab aaKHir bane maulaa
vahii jo log kal shaame.n suhaanii karne vaale the