SEARCH RESULTS
Showing search results for "shelf"
Sher MATCHES FOR "shelf"
Sher
shelf pe ulTaa kar ke rakh do aur bisraa do
gul-daano.n me.n phuul sajaa.o KHvaab kaa kyaa hai
Daniyal Tareer
Sher
cable pe ek shef se jaldii me.n siikh kar
laa.ii vo shimla-mirch kaa halva mire liye
Aziz Faisal
Sher
apne saamaan ko baa.ndhe hu.e is soch me.n huu.n
jo kahii.n ke nahii.n rahte vo kahaa.n jaate hai.n
Jawad Sheikh
Sher
mai.n ab kisii kii bhii ummiid to.D saktaa huu.n
mujhe kisii pe bhii ab ko.ii e'tibaar nahii.n
Jawad Sheikh
Sher
kyaa hai jo ho gayaa huu.n mai.n tho.Daa bahut KHaraab
tho.Daa bahut KHaraab to honaa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Sher
mai.n chaahtaa huu.n mohabbat mujhe fanaa kar de
fanaa bhii aisaa ki jis kii ko.ii misaal na ho
Jawad Sheikh
Sher
ab miraa dhyaan kahii.n aur chalaa jaataa hai
ab ko.ii film mukammal nahii.n dekhii jaatii
Jawad Sheikh
Sher
ham bhii kaise ek hii shaKHs ke ho kar rah jaa.e.n
vo bhii sirf hamaaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Sher
kaise kisii kii yaad hame.n zinda rakhtii hai
ek KHayaal sahaaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Sher
apnii taa.iid pe KHud aql bhii hairaan hu.ii
dil ne aise mire KHvaabo.n kii himaayat kii hai
Jawad Sheikh
Sher
mai.n is KHayaal se jaate hu.e use na milaa
ki rok le.n na kahii.n saamne kha.De aa.nsuu
Jawad Sheikh
Sher
agar vo karne pe aataa to kuchh bhii kar jaataa
ye soch mat ki akelaa sharaar kyaa kartaa
Jawad Sheikh
Sher
dam na niklaa yaar kii naa-mehrbaanii dekh kar
saKHt hairaa.n huu.n mai.n apnii saKHt-jaanii dekh kar
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Sher
ye naa-guziir hai ummiid kii numuu ke liye
guzartaa vaqt kahii.n tham gayaa to kyaa hogaa?