SEARCH RESULTS
Showing search results for "sifaat-e-shaah-e-najaf"
Sher MATCHES FOR "sifaat-e-shaah-e-najaf"
Sher
gadaa-e-shaah-e-najaf huu.n so mere kaase se
jahaa.n ko charKH-e-suKHan ke sabhii pate mile.nge
Muzammil Abbas Shajar
Sher
yahii insaaf tire ahd me.n hai ai shah-e-husn
vaajib-ul-qatl mohabbat ke gunahgaar hai.n sab
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
Mohammad Mustahsan Jami
Sher
Nasir Shahzad
Sher
is jahaa.n me.n sifat-e-ishq se mausuuf hai.n ham
na karo aib hamaare hunar-e-zaatii kaa
Hasrat Azimabadi
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
zamiir-e-KHaak shah-e-do-saraa me.n raushan hai
miraa KHudaa mire harf-e-du.aa me.n raushan hai
Abul Hasanat Haqqi
Sher
Gopal Mittal
Sher
ek rutba hai tire dar pe gadaa-o-shah kaa
aasmaa.n kaae liye phirtaa hai mehr-o-mah kaa
Ashique Akbarabadi
Sher
tum shaah-e-husn ho ke na puuchho faqiir se
aise bhare makaan se KHaalii gadaa phire
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
kahaa thaa kis ne ki shaaKH-e-nahiif se phuuTe.n
gunaah ham se hu.aa be-gunaahiyo.n jaisaa
Aftab Iqbal Shamim
Sher
miilaad-e-shah kaa din hai ki ye roz-e-iid hai
ik baada-KHvaar kaa saa sabaa me.n KHumaar hai
Mahmooda Akhtar Mahmooda
Sher
is gulistaa.n kii yahii riit hai ai shaaKH-e-gul
tuu ne jis phuul ko paalaa vo paraayaa hogaa