SEARCH RESULTS
Showing search results for "surma.i-e-ghataa"
Sher MATCHES FOR "surma.i-e-ghataa"
Sher
kis ne bhiige hu.e baalo.n se ye jhaTkaa paanii
jhuum ke aa.ii ghaTaa TuuT ke barsaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Sher
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Sher
aa.nsuu hamaaraa us kii hathelii pe aa gayaa
shahzaada aaj apnii havelii pe aa gayaa
Wasim Nadir
Sher
kalii chaTaKH ke labo.n ke mizaaj tak pahu.nchii
gulaab Tuut ke surKHii-e-gaal tak aa.e
Tauqeer Ahmad
Sher
dil ko sukuun ruuh ko aaraam aa gayaa
maut aa ga.ii ki dost kaa paiGaam aa gayaa
Jigar Moradabadi
Sher
jiinaa bhii aa gayaa mujhe marnaa bhii aa gayaa
pahchaan.ne lagaa huu.n tumhaarii nazar ko mai.n
Asghar Gondvi
Sher
KHaalii hu.aa gilaas nasha sar me.n aa gayaa
dariyaa utar gayaa to samundar me.n aa gayaa
Afzaal Naveed
Sher
teraa KHayaal terii tamannaa tak aa gayaa
mai.n dil ko Dhuu.nDhtaa hu.aa duniyaa tak aa gayaa