SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabaah-haalii"
Sher MATCHES FOR "tabaah-haalii"
Sher
na aa.e maut KHudaayaa tabaah-haalii me.n
ye naam hogaa Gam-e-rozgaar sah na sakaa
Moin Ahsan Jazbi
Sher
kuchh lutf is tarah hai musalsal safar ke saath
manzil bhii saamne ho to rasta na paa.e dil
Arman Khan Arman
Sher
har shaKHs yahaa.n gumbad-e-be-dar kii tarah hai
aavaaz pe aavaaz do suntaa nahii.n ko.ii
Mohsin Zaidi
Sher
Abdul Ahad Saaz
Sher
puuchhaa hai Gair se mire haal-e-tabaah ko
iz.haar-e-dostii bhii kiyaa dushmanii ke saath
Ameer Qazalbash
Sher
puuchho na kuchh sabab mire haal-e-tabaah kaa
ulfat kaa ye samar hai natiija hai chaah kaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
kis tarah haal-e-dil kahuu.n us gul se baaG me.n
phirtii hai us ke saath to har-dam sabaa lagii
Meer Mohammadi Bedar
Sher
kis kis tarah kii dil me.n guzartii hai.n hasrate.n
hai vasl se ziyaada mazaa intizaar kaa
Taban Abdul Hai
Sher
dekh qaasid ko mire yaar ne puuchhaa 'taabaa.n'
kyaa mire hijr me.n jiitaa hai vo Gamnaak hanuuz
Taban Abdul Hai
Sher
Taban Abdul Hai
Sher
Taban Abdul Hai
Sher
ho ruuh ke ta.ii.n jism se kis tarah mohabbat
taa.ir ko qafas se bhii kahii.n ho hai mohabbat