SEARCH RESULTS
Showing search results for "tadriijii"
Sher MATCHES FOR "tadriijii"
Sher
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
jin ke kirdaar se aatii ho sadaaqat kii mahak
un kii tadriis se patthar bhii pighal sakte hai.n
Unknown
Sher
nazar se hadd-e-nazar tak tamaam taariikii
ye ehtimaam hai ik va.ada-e-sahar ke liye
Hafeez Hoshiarpuri
Sher
aaj tak us kii mohabbat kaa nasha taarii hai
phuul baaqii nahii.n KHushbuu kaa safar jaarii hai
Shahzad Ahmad
Sher
bahaa hai phuuT ke aa.nkho.n se aabla dil kaa
tarii kii raah se jaataa hai qaafila dil kaa
Dulhan Begum
Sher
mai.n aaftaab ko kaise dikhaa.uu.n taariikii
tujhe mai.n kaise bataa.uu.n ki kyaa hai tanhaa.ii
Zia Jalandhari
Sher
ujaaltii nahii.n ab mujh ko ko.ii taariikii
sa.nvaartaa nahii.n ab ko.ii haadsa mujh ko
Anwar Siddiqui
Sher
ek manzar hai ki aa.nkho.n se saraktaa hii nahii.n
ek saa.at hai ki saarii umr par taarii hu.ii
Aftab Hussain
Sher
taariikii me.n hotaa hai use vasl mayassar
parvaana kahaa.n jaa.e shabistaa.n se nikal kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
dil-e-betaab tarii yaad se paataa hai sukuu.n
zindagii tere tasavvur se sa.nvar jaatii hai
Mohammad Fareed Khan Tanvir
Sher
vahii na ho ki ye sab log saa.ns lene lage.n
amiir-e-shahr ko.ii aur KHauf taarii kar
Idris Babar
Sher
ik KHauf saa daraKHto.n pe taarii thaa raat-bhar
patte laraz rahe the havaa ke baGair bhii
Fuzail Jafri
Sher
Khursheed Rizvi
Sher
taarii hai har taraf jo ye aalam sukuut kaa
tuufaa.n kaa pesh-KHema samajh KHaamushii nahii.n
Umar Ansari
Sher
aayaa hai mire dil kaa Gubaar aa.nsu.o.n ke saath
lo ab to hu.ii maalik-e-KHushkii-o-tarii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Sher
vasl ko maa.n ke taraste hai.n mire bachche bhii
kaifiyat hijr kii mujh par hii nahii.n taarii hai
Sabir Aafaque
Sher
taariikii me.n lipTii hu.ii pur-haul KHamoshii
is aalam me.n kyaa nahii.n mumkin jaagte rahnaa