SEARCH RESULTS
Showing search results for "tandul"
Sher MATCHES FOR "tandul"
Sher
Muneer Niyazi
Sher
merii fitrat hii me.n shaamil hai mohabbat karnaa
aur fitrat kabhii tabdiil nahii.n ho saktii
Parvez Sahir
Sher
judaa.ii bhii na hotii zindagii bhii sahl ho jaatii
jo ham ik duusre se mas.ala tabdiil kar lete
Saleem Kausar
Sher
badan me.n ruuh kii tarsiil karne vaale log
badal ga.e mujhe tabdiil karne vaale log
Tauqeer Taqi
Sher
kitnii tabdiil hu.i kis liye tabdiil hu.i
jaan.naa chaaho to in aa.nkho.n se duniyaa dekho
Shahryar
Sher
Zafar Iqbal
Sher
ek hammaam me.n tabdiil hu.ii hai duniyaa
sab hii na.nge hai.n kise dekh ke sharmaa.uu.n mai.n
Sulaiman Areeb
Sher
haq baat sar-e-bazm bhii kahne me.n ta.ammul
haq baat sar-e-daar kaho sochte kyaa ho
Wahid Premi
Sher
hamaare sher ko sun kar sukuut KHuub nahii.n
bayaan kiijiye is me.n jo kuchh ta.ammul ho
Joshish Azimabadi
Sher
Khushbir Singh Shaad
Sher
Mahzar Lakhnavi
Sher
bas ai nigaar-e-ziist yaqii.n aa gayaa hame.n
ye terii be-ruKHii ye ta.ammul na jaa.egaa
Anjum Khaleeq
Sher
dukh-bharaa shahr kaa manzar kabhii tabdiil bhii ho
dard ko had se guzarte ko.ii kab tak dekhe
Najmus Saqib
Sher
Meer Soz
Sher
ye ri.nd de ga.e luqma tujhe to uzr na maan
tiraa to shaiKH tanuur o shikam baraabar hai
Baqaullah 'Baqa'
Sher
tanuur-e-vaqt kii hiddat se Dar ga.e ham bhii
magar tapish me.n tape to nikhar ga.e ham bhii
Kausar Siwani
Sher
jaltaa hai ki KHurshiid kii ik roTii ho tayyaar
le shaam se taa-sub.h tanuur-e-shab-e-mahtaab
Waliullah Muhib
Sher
merii Gairat ko mohabbat kii taraazuu pe na taul
imtihaa.n is se ba.Daa aur na hogaa ko.ii