SEARCH RESULTS
Showing search results for "tanqeed aur jadeed urdu tanqeed"
Sher MATCHES FOR "tanqeed aur jadeed urdu tanqeed"
Sher
kartaa rahaa luGaat kii tahqiiq umr bhar
a.amaal-naama nusKHa-e-farha.ng ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Sher
thaa mast baa.ndhne me.n vo tamhiid-e-zaKHm-e-dil
siine ke ik shigaaf pe u.nglii dhare hu.e
Ahmad Sageer
Sher
ye alag baat ki tajdiid-e-ta.alluq na hu.aa
par use bhuulnaa chaahuu.n to zamaane lag jaa.e.n
Ahmad Ashfaq
Sher
tajdiid-e-zindagii ke ishaare hu.e to hai.n
kuchh pal sahii vo aaj hamaare hu.e to hai.n
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
aa.o tajdiid-e-vafaa phir se kare.n ham varna
baat kuchh aur ulajh jaa.egii suljhaane se
Naseer Arzoo
Sher
Firaq Gorakhpuri
Sher
taqliid ab mai.n hazrat-e-vaa.iz kii kyuu.n karuu.n
saaqii ne de diyaa mujhe fatvaa javaaz kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
qatra apnaa bhii haqiiqat me.n hai dariyaa lekin
ham ko taqliid-e-tunuk-zarfi-e-mansuur nahii.n
Mirza Ghalib
Sher
is shahar kaa dastuur hai rishto.n kaa bhulaanaa
tajdiid-e-maraasim ke liye haath na baa.ndhuu.n
Muzaffar Eraj
Sher
ek dha.Dkaa saa lagaa rahtaa hai KHush hone par
ye bahaar ab ke na tamhiid-e-KHizaa.n ho jaa.e
Riasath Ali Asrar
Sher
Mirza Hadi Ruswa
Sher
bil-ehtimaam zulm kii tajdiid kii ga.ii
aur ham ko sabr-o-zabt kii taakiid kii ga.ii
Iqbal Azeem
Sher
haq-e-tanqiid tumhe.n hai magar is shart ke saath
jaa.eza lete raho apne garebaano.n kaa
Iqbal Azeem
Sher
sunaa hai aaj kaa mauzuu-e-majlis-e-tanqiid
vo sher hai ki abhii mai.n ne jo kahaa bhii nahii.n
Anwar Masood
Sher
hai ye taakiid ki ham ko na sataa.e ko.ii
kaise phir un ko kaleje se lagaa.e ko.ii
Mohammad Naazir Ali Naazir
Sher
sajda-e-ishq pe tanqiid na kar ai vaa.iz
dekh maathe pe abhii chaa.nd numaayaa.n hogaa
Siraj Lakhnavi
Sher
Dagh Dehlvi
Sher
shab-e-vasl aaj vo taakiid karte hai.n mohabbat se
abhii so rahne do kuchh raat guzre to jagaa lenaa