SEARCH RESULTS
Showing search results for "thaath"
Sher MATCHES FOR "thaath"
Sher
Abroo Shah Mubarak
Sher
ThaTh kii ThaTh itnii chalii aatii hai ye kaahe ko
log itne tirii majlis me.n samaa sakte hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
gar laaTrii uTh jaa.e to kyaa ThaaT se guzre
ye KHvaab hai andho.n kaa jo puuraa nahii.n hotaa
Rauf Raheem
Sher
Mohammad Taha Khan
Sher
Jameel Azimabadi
Sher
ayaal-o-maal ne rokaa hai dam ko aa.nkho.n me.n
ye Thag haTe.n to musaafir ko raasta mil jaa.e
Unknown
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
du.aa ko haat uThaate hu.e laraztaa huu.n
kabhii du.aa nahii.n maa.ngii thii maa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
Sher
Parveen Shakir
Sher
terii mahfil se uThaataa Gair mujh ko kyaa majaal
dekhtaa thaa mai.n ki tuu ne bhii ishaara kar diyaa
Hasrat Mohani
Sher
roz vo KHvaab me.n aate hai.n gale milne ko
mai.n jo sotaa huu.n to jaag uThtii hai qismat merii
Jaleel Manikpuri
Sher
kaa.np uThtii huu.n mai.n ye soch ke tanhaa.ii me.n
mere chehre pe tiraa naam na pa.Dh le ko.ii