SEARCH RESULTS
Showing search results for "thakaavat"
Sher MATCHES FOR "thakaavat"
Sher
nanhe labo.n ne ha.ns ke jo paapaa kahaa mujhe
din bhar kii merii saarii thakaavaT utar ga.ii
Dinesh Kumar
Sher
Bashir Badr
Sher
Anwar Jalalpuri
Sher
zamii.n kii god me.n itnaa sukuun thaa 'anjum'
ki jo gayaa vo safar kii thakaan bhuul gayaa
Anjum Khaleeq
Sher
na thii zamiin me.n vus.at mirii nazar jaisii
badan thakaa bhii nahii.n aur safar tamaam hu.aa
Aanis Moin
Sher
Nazm Tabatabai
Sher
Zahid Fakhri
Sher
kisii badan kii sayaahat niDhaal kartii hai
kisii ke haath kaa takiya thakaan khii.nchtaa hai
Azhar Faragh
Sher
mai.n ik thakaa hu.aa insaan aur kyaa kartaa
tarah tarah ke tasavvur KHudaa se baa.ndh liye
Fazil Jamili
Sher
mahsuus kar liyaa thaa bha.nvar kii thakaan ko
yuu.nhii to KHud ko raqs pe maa.il nahii.n kiyaa
Azhar Faragh
Sher
Akhtar Imam Rizvi
Sher
ai intizaar-e-sub.h-e-tamannaa ye kyaa hu.aa
aataa hai ab KHayaal bhii teraa thakaa hu.aa