SEARCH RESULTS
Showing search results for "thop"
Sher MATCHES FOR "thop"
Sher
khii.ncho na kamaano.n ko na talvaar nikaalo
jab top muqaabil ho to aKHbaar nikaalo
Akbar Allahabadi
Sher
tum apne Thor-Thikaano.n ko yaad rakkho 'saaz'
hamaaraa kyaa hai ki ham to kahii.n bhii rahte hai.n
Abdul Ahad Saaz
Sher
ruuh kii thaap na roko ki qayaamat hogii
tum ko ma.aluum nahii.n kaun kahaa.n raqs me.n hai