SEARCH RESULTS
Showing search results for "tifl-e-maktab"
Sher MATCHES FOR "tifl-e-maktab"
Sher
mazkuur jabki tere tabassum kaa aa pa.Daa
gulshan me.n tifl-e-Guncha-e-dil khilkhilaa pa.Daa
Maroof Dehlvi
Sher
daaman pe loTne lage gir gir ke tifl-e-ashk
ro.e firaaq me.n to dil apnaa bahal gayaa
Amanat Lakhnavi
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
taa-umr tifl-e-dil pe yatiimii kaa karb thaa
koshish to kii magar mai.n kabhii maa.n na ban sakaa
Faisal Fehmi
Sher
Shah Naseer
Sher
Mirza Mayal Dehlvi
Sher
har shaKHs mo'tarif ki muhibb-e-vatan huu.n mai.n
phir adliya ne kyuu.n sar-e-maqtal kiyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Sher
subuu me.n aks-e-ruKH-e-maahtaab dekhte hai.n
sharaab piite nahii.n ham sharaab dekhte hai.n
Arif Imam
Sher
ai maahtaabo ujaalo.n kii bhiik le jaa.o
hamaare paa.nv ke chhaalo.n kii aaftaabii se
Amaan Haider
Sher
yuu.n to ham the yuu.nhii kuchh misl-e-anaar-o-mahtaab
jab hame.n aag dikhaa.e to tamaashaa niklaa
Nazeer Akbarabadi
Sher
jaltaa hai ki KHurshiid kii ik roTii ho tayyaar
le shaam se taa-sub.h tanuur-e-shab-e-mahtaab
Waliullah Muhib
Sher
jaanib-e-maqtal ghasiiTaa jaa rahaa hai
mujh pe ye ilzaam hai mai.n aadmii huu.n
Ahmad Waqas Mahrwi
Sher
mire liye shab-e-mahtaab ik qayaamat hai
tum aa.o chaa.nd sitaaro.n me.n dil nahii.n lagtaa
Rabia Sultana Nashad
Sher
shaamil na hote husn ke jalve agar 'kamaal'
hotaa kahaa.n ye nuur shab-e-maahtaab me.n
Zahida Kamal
Sher
kahte hai.n ki lailaa kaa ta'alluq thaa arab se
ye rang to africa o makraan me.n dekhaa