SEARCH RESULTS
Showing search results for "tikaa"
Sher MATCHES FOR "tikaa"
Sher
aa.nkhe.n sahar talak mirii dar se lagii rahii.n
kyaa puuchhte ho haal shab-e-intizaar kaa
Lala Tika Ram
Sher
tum kisii sang pe ab sar ko Tikaa kar so jaa.o
kaun suntaa hai shab-e-Gam kaa fasaanaa sar-e-raah
Ali Iftikhar Jafri
Sher
go dil me.n KHafaa hai tuu par is baat ko naadaa.n
kah baiThiyo mat aashiq-e-dil-giir ke mu.nh par
Lala Tika Ram
Sher
tere kaa.ndhe pe mohabbat kaa Tikaa hai parcham
jaan be-shak na rahe haar na hone paa.e
Gyanendra Vikram
Sher
Ibn۔e۔Insha
Sher
Ahmad Faraz
Sher
na ko.ii va.ada na ko.ii yaqii.n na ko.ii umiid
magar hame.n to tiraa intizaar karnaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
Parveen Shakir
Sher
har ek raat ko mahtaab dekhne ke liye
mai.n jaagtaa huu.n tiraa KHvaab dekhne ke liye
Azhar Inayati
Sher
yuu.n lage dost tiraa mujh se KHafaa ho jaanaa
jis tarah phuul se KHushbuu kaa judaa ho jaanaa
Qateel Shifai
Sher
tujhe kaun jaantaa thaa mirii dostii se pahle
tiraa husn kuchh nahii.n thaa mirii shaa.irii se pahle
Kaif Bhopali
Sher
aise rishte kaa bharam rakhnaa ko.ii khel nahii.n
teraa honaa bhii nahii.n aur tiraa kahlaanaa bhii
Waseem Barelvi
Sher
bechain is qadar thaa ki soyaa na raat bhar
palko.n se likh rahaa thaa tiraa naam chaa.nd par
Unknown
Sher
aarzuu hasrat aur ummiid shikaayat aa.nsuu
ik tiraa zikr thaa aur biich me.n kyaa kyaa niklaa
Sarwar Alam Raz
Sher
ik naam kyaa likhaa tiraa saahil kii ret par
phir 'umr bhar havaa se mirii dushmanii rahii