SEARCH RESULTS
Showing search results for "train"
Sher MATCHES FOR "train"
Sher
thii us kii band muTThii me.n chiTThii dabii hu.ii
jo shaKHs thaa train ke niiche kaTaa hu.aa
Azhar Naiyyar
Sher
judaa ho mujh se miraa yaar ye KHudaa na kare
KHudaa kisii ke ta.ii.n dost se judaa na kare
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Sher
Gaafil KHudaa kii yaad pe mat bhuul ziinhaar
apne ta.ii.n bhulaa de agar tuu bhulaa sake
Khwaja Meer Dard
Sher
Meer Taqi Meer
Sher
ho ruuh ke ta.ii.n jism se kis tarah mohabbat
taa.ir ko qafas se bhii kahii.n ho hai mohabbat
Taban Abdul Hai
Sher
aa.iina hii ko kab ta.ii.n dikhlaa.oge jamaal
baahar kha.De hai.n kitne aur ummiid-vaar bhii
Meer Hasan
Sher
miraa hii siina kushaada hai chaahato.n ke ta.ii.n
tufa.ng-e-dard miraa hii nishaanaa chaahtii hai
Arshad Abdul Hamid
Sher
mai.n ho ke tire Gam se naashaad bahut royaa
raato.n ke ta.ii.n kar ke fariyaad bahut royaa
Taban Abdul Hai
Sher
Shah Naseer
Sher
hai kyaa sabab ki yaar na aayaa KHabar ke ta.ii.n
shaayad kisii ne haal hamaaraa kahaa nahii.n
Taban Abdul Hai
Sher
jii agar zulfo.n ke saude me.n tire duu.n to na bol
pahlii qiimat ke ta.ii.n mushk-bahaa kahte hai.n
Meer Taqi Meer
Sher
hai judaa sajda kii jaa hinduu musalmaa.n kii magar
fahm vaalo.n ke ta.ii.n dair-o-haram dono.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Sher
yaar rote rahe sab ruuh ne parvaaz kiyaa
kyaa musaafir ke ta.ii.n shiddat-e-baaraa.n roke
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
yuu.n aag me.n se bhaag nikalnaa nazar bachaa
apne ta.ii.n to vaz.a na bhaa.ii sharaar kii
Syed Mohammad Meer Asar
Sher
KHud apnii aadmii ko ba.Dii qaid-e-saKHt hai
pho.D aa.iinaa va to.D sikandar kii sad ke ta.ii.n