SEARCH RESULTS
Showing search results for "tuu-tuu"
Sher MATCHES FOR "tuu-tuu"
Sher
badal gayaa hai zamaana badal ga.ii duniyaa
na ab vo mai.n huu.n mirii jaa.n na ab vo tuu tuu hai
Asim Wasti
Sher
nazar uThaa.o zaraa tum to kaa.inaat chale
hai intizaar ki aa.nkho.n se ko.ii baat chale
Unknown
Sher
agar KHamosh rahuu.n mai.n to tuu hii sab kuchh hai
jo kuchh kahaa to tiraa husn ho gayaa mahduud
Asghar Gondvi
Sher
aurat ho tum to tum pe munaasib hai chup raho
ye bol KHaandaan kii izzat pe harf hai
Syeda Arshia Haq
Sher
Iftikhar Naseem
Sher
kyuu.n niichii nazre.n kar lii.n miyaa.n ye to tuu bataa
aa.iina dekhte hii tujhe kyaa hayaa lagii
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Mirza Zahirddin Azfari
Sher
Shah Naseer
Sher
Ashique Akbarabadi
Sher
tum to darvaaza khulaa dekh ke dar aa.e ho
tum ne dekhaa nahii.n diivaar ko dar hone tak
Rehman Faris
Sher
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Sher
naaqido tum to mire fan kii parakh rahne do
apne sone ko mai.n piital nahii.n hone duu.ngaa
Mahtab Alam
Sher
munsif ho agar tum to kab insaaf karoge
mujrim hai.n agar ham to sazaa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Sher
vo na aa.e to tuu hii chal 'ra.ngii.n'
is me.n kyaa terii shaan jaatii hai
Rangin Saadat Yaar Khan
Sher
idhar to tuul diyaa hai umiid ko us ne
udhar hayaat ataa kii hai muKHtasar mujh ko