SEARCH RESULTS
Showing search results for "umar-'khayyaam'"
Sher MATCHES FOR "umar-'khayyaam'"
Sher
lagaa rahaa huu.n mazaamiin-e-nau ke phir ambaar
KHabar karo mere KHirman ke KHoshaa-chiino.n ko
Meer Anees
Sher
afsos umr kaT ga.ii ra.nj-o-malaal me.n
dekhaa na KHvaab me.n bhii jo kuchh thaa KHayaal me.n
Imdad Imam Asar
Sher
vahii sitaara-numaa ik charaaG hai 'aazar'
miraa KHayaal thaa niklegaa taaq se kuchh aur
Dilawar Ali Aazar
Sher
bas chand ham-KHayaal hai.n 'ambar' mujhe aziiz
behis jamm-e-Gafiir nahii.n chaahiye mujhe
Nadiya ambar lodhi
Sher
KHayaal aataa hai akasr utaar phe.nkuu.n badan
ki ye libaas mirii KHaak se ziyaada hai
Azeem Haider Syed
Sher
hai KHayaal-e-husn me.n husn-e-amal kaa saa KHayaal
KHuld kaa ik dar hai merii gor ke andar khulaa
Mirza Ghalib
Sher
ko.ii javaaz Dhuu.nDte KHayaal hii nahii.n rahaa
tamaam umr yuu.nhii be-KHayaal jaagte rahe
Sarwat Zehra
Sher
mujhe KHabar thii miraa intizaar ghar me.n rahaa
ye haadsa thaa ki mai.n umr bhar safar me.n rahaa
Saqi Faruqi
Sher
kuchh to KHayaal kar mirii umr-e-daraaz kaa
sadiyaa.n guzar ga.ii hai.n tire intizaar me.n
Mahwar Sirsivi
Sher
jaa.egii gulshan talak us gul kii aamad kii KHabar
aa.egii bulbul mire ghar me.n mubaarakbaad ko
Sakhi Lakhnvi
Sher
Ameer Minai
Sher
kis tarah chho.Duu.n yakaayak terii zulfo.n kaa KHayaal
ek muddat ke ye kaale naag hai.n paale hu.e
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
mire KHayaal kii vus.at me.n hai.n hazaar chaman
kahaa.n kahaa.n se nikaalegii ye bahaar mujhe