SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu ghazal ke kuchh"
Sher MATCHES FOR "urdu ghazal ke kuchh"
Sher
abhii kuchh aur karishme Gazal ke dekhte hai.n
'faraaz' ab zaraa lahja badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Sher
dil KHasta ho to lutf uThe kuchh apnii Gazal kaa
matlab ko.ii kyaa samjhegaa masto.n kii zaTal kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
'daaG' ke sher javaanii me.n bhale lagte hai.n
'miir' kii ko.ii Gazal gaa.o ki kuchh chain pa.De
Ganesh Bihari Tarz
Sher
Malikzaada Manzoor Ahmad
Sher
Gazal me.n bandish-e-alfaaz hii nahii.n sab kuchh
jigar kaa KHuun bhii kuchh chaahiye asar ke liye
Unknown
Sher
mazmuun ke bhii sher agar ho.n to KHuub hai.n
kuchh ho nahii.n ga.ii Gazal-e-aashiqaana farz
Naseem Dehlvi
Sher
aayaa thaa mere paas vo kuchh der ke liye
suuraj magar gahan me.n bahut der tak rahaa
Zeeshan Sahil
Sher
Arzoo Lakhnavi
Sher
tumhe.n baa-vafaa jaan.ne ke alaava
mujhe kuchh Galat-fahmiyaa.n aur bhii hai.n
Arshadi Badayuni
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
jahaa.n se kuchh na mile husn-e-maazarat ke sivaa
ye aarzuu usii chaukhaT pe shab guzaartii hai
Zafar Iqbal
Sher
jo kuchh thaa na kahne kaa sab kah gayaa diivaana
samho to mukammal hai ab ishq kaa afsaana
Arzoo Lakhnavi
Sher
yahaa.n kisii ko bhii kuchh hasb-e-aarzuu na milaa
kisii ko ham na mile aur ham ko tuu na milaa
Zafar Iqbal
Sher
jaan tujh par kuchh e'timaad nahii.n
zindagaanii kaa kyaa bharosaa hai