SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaasta"
Sher MATCHES FOR "vaasta"
Sher
Jaun Eliya
Sher
Jigar Moradabadi
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
jo har qadam pe mire saath saath rahtaa thaa
zaruur ko.ii na ko.ii to vaastaa hogaa
Aashufta Changezi
Sher
hame.n duniyaa me.n apne Gam se matlab
zamaane kii KHushii se vaastaa kyaa
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Sher
maanaa ki teraa mujh se ko.ii vaasta nahii.n
milne ke baa'd mujh se zaraa aa.ina bhii dekh
Murtaza Barlas
Sher
us ajnabii se vaasta zaruur thaa ko.ii
vo jab kabhii milaa to bas miraa lagaa mujhe
Hilal Fareed
Sher
hame.n vaasta ta.Dap se hame.n kaam aa.nsu.o.n se
tujhe yaad kar ke ro.e yaa tujhe bhulaa ke ro.e
Rajendera Krishan
Sher
Ahtamam Sadiq
Sher
Nooh Narvi
Sher
Abul Mujahid Zahid
Sher
Hadi Machlishahri
Sher
tere nisaar saaqiyaa jitnii piyuu.n pilaa.e jaa
mast nazar kaa vaasta mast mujhe banaa.e jaa
Unknown
Sher
tamaam dard ke rishto.n se vaasta na rahe
hisaar-e-jism se nikluu.n to be-sadaa ho jaa.uu.n
Khaleel Tanveer
Sher
Thahr jaa.o bose lene do na to.Do silsila
ek ko kyaa vaasta hai duusre ke kaam se
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
mujh ko faqat shajar kii numuu se hai vaasta
sahraa ko saaya-daar nahii.n kar rahaa huu.n
Muneer Jafri
Sher
bhuulii-bisrii daastaa.n mujh ko na samjho
mai.n na.ii pahchaan kaa ik vaasta huu.n
Mahfuzur Rahman Adil
Sher
mujh ko faqat shajar kii numuu se hai vaasta
sahraa ko saaya-daar nahii.n kar rahaa huu.n mai.n
Muneer Jafri
Sher
Khalid Iqbal Yasir
Sher
achchhaa hai yaa KHaraab nahii.n is se vaasta
phuuTaa hu.aa ye meraa muqaddar mujhe aziiz