SEARCH RESULTS
Showing search results for "vabasta-e-nafas"
Sher MATCHES FOR "vabasta-e-nafas"
Sher
haadsaat-e-dahr me.n vaabasta-e-arbaab-e-dard
lii jahaa.n karvaT kisii ne inqalaab aa hii gayaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
dil agar dil hai to vaabasta-e-Gam bhii hogaa
nik.hat-e-gul bhii kahii.n gul se judaa rahtii hai
Unknown
Sher
nahii.n hai TuuTe kii buuTii jahaan me.n paidaa
shikasta jab hu.aa taar-e-nafas nahii.n chaltaa
George Puech Shor
Sher
mirii rafiiq-e-nafas maut terii umr daraaz
ki zindagii kii tamannaa hai dil me.n afzuu.n phir
Abdul Ahad Saaz
Sher
KHaalii na andaliib kaa soz-e-nafas gayaa
vo luu chalii ki rang gulo.n kaa jhulas gayaa
Arzoo Lakhnavi
Sher
teG-e-nafas ko bahut naaz thaa raftaar par
ho ga.ii aaKHir mire KHuu.n me.n nahaa kar KHamosh
Aslam Mahmood
Sher
jab chaahe tuu jalaa de mire musht-e-ustuKHvaa.n
kis din kahaa mai.n ai nafas-e-aatishii.n nahii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
kuchh apne saaz-e-nafas kii na qadr kii tuu ne
ki is rabaab se behtar ko.ii rabaab na thaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Sher
Ijtiba Rizvi
Sher
manzil-e-marg ke aa pahu.nche hai.n nazdiik ab to
kar madad ai nafas-e-baaz-pasii.n tho.Dii sii
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Shah Naseer
Sher
Dattatriya Kaifi
Sher
Shah Naseer
Sher
haath rahte hai.n ka.ii din se garebaa.n ke qariib
bhuul jaa KHud ko ki hai ma.arifat-e-nafs yahii
Natiq Gulavthi
Sher
KHvaahish-e-nafs sadaa maar ke so jaate hai.n
ham vo mazduur jo thak-haar ke so jaate hai.n