SEARCH RESULTS
Showing search results for "vallaahu-a.alam"
Sher MATCHES FOR "vallaahu-a.alam"
Sher
jeb KHaalii hai 'adam' mai qarz par miltii nahii.n
ek do botal pe diivaa.n bechne vaalaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Sher
dekh aa.iina jo kahtaa hai ki allaah-re mai.n
us kaa mai.n dekhne vaalaa huu.n 'baqaa' vaah-re mai.n
Baqaullah 'Baqa'
Sher
allaah rasuul vaalaa iimaan aap rakhiye
ham to hai.n 'iid vaale ramzaan aap rakhiye
Farhat Ehsas
Sher
allaah vaalaa ek qabiila merii nisbat
aur mai.n apne naam nasab se naa-vaaqif huu.n
Ahmad Shanas
Sher
ab to aaraam kare.n sochtii aa.nkhe.n merii
raat kaa aaKHirii taaraa bhii hai jaane vaalaa
Wazir Agha
Sher
is liye chup hai.n ki ko.ii nahii.n sun.ne vaalaa
varna kahne ko saraapaa lab-e-goyaa ham hai.n
Mirza Azam Ali Azam
Sher
Allama Iqbal
Sher
jaane vaale ko kahaa.n rok sakaa hai ko.ii
tum chale ho to ko.ii rokne vaalaa bhii nahii.n
Aslam Ansari
Sher
bismillaah are-vaah mai.n qurbaan mai.n qurbaan
kyaa KHuub lagii hai kamand allaah tirii shaan
Raja Mehdi Ali Khan
Sher
Abdul Hamid Adam
Sher
kise kahe.n ki rifaaqat kaa daaG hai dil par
bichha.Dne vaalaa to khul kar kabhii milaa hii na thaa