SEARCH RESULTS
Showing search results for "varma"
Sher MATCHES FOR "varma"
Sher
ye shafaq chaa.nd sitaare nahii.n achchhe lagte
tum nahii.n ho to nazaare nahii.n achchhe lagte
Indira Varma
Sher
vaqt KHaamosh hai TuuTe hu.e rishto.n kii tarah
vo bhalaa kaise mire dil kii KHabar paa.egaa
Indira Varma
Sher
yahii fasaana rahaa hai junuu.n ke sahraa me.n
kabhii firaaq ke qisse kabhii visaal kii baat
Indira Varma
Sher
Indira Varma
Sher
kitaab-e-ziist kaa unvaan ban ga.e ho tum
hamaare pyaar kii dekho ye intihaa saahab
Indira Varma
Sher
aap kaa lahja shahad jaisaa tarannum-KHez hai
KHaamushii ab to.Diye aur boliye mere liye
Indira Varma
Sher
abhii se kaise kahuu.n tum ko bevafaa saahab
abhii to apne safar kii hai ibtidaa saahab
Indira Varma
Sher
tumhaare binaa sab adhuure hai.n jaanaa.n
sabaa phuul KHush-buu chaman raushnii ra.ng
Indira Varma
Sher
sila diyaa hai mohabbat kaa tum ne ye kaisaa
masarrato.n me.n bhii rone lagii hai.n ab aa.nkhe.n
Indira Varma
Sher
Indira Varma
Sher
ye raushnii tire kamre me.n KHud nahii.n aa.ii
sham.a kaa jism pighalne ke baad aa.ii hai
Indira Varma
Sher
bahaar aa.ii to khul kar kahaa hai phuulo.n ne
ye kis ne chhe.D dii gulshan me.n phir jamaal kii baat
Indira Varma
Sher
bahaaro.n ke aa.nchal me.n KHush-buu chhupii hai
gulo.n kii qabaa me.n bhare hai.n sabhii ra.ng