SEARCH RESULTS
Showing search results for "zer-e-naaf"
Sher MATCHES FOR "zer-e-naaf"
Sher
zer-e-shamshiir-e-sitam 'miir' ta.Dapnaa kaisaa
sar bhii tasliim-e-mohabbat me.n hilaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Sher
vahii.n se ishq ne bhii shorishe.n u.Daa.ii hai.n
jahaa.n se tuu ne liye KHanda-haa-e-zer-e-labii
Asghar Gondvi
Sher
tere KHayaal-e-naaf se chakkar me.n kiyaa hai dil
girdaab se nikal ke shanaavar nahii.n phiraa
Shah Naseer
Sher
tumhaarii zulf na girdaab-e-naaf tak pahu.nchii
hu.ii na chashma-e-haivaa.n se faiz-yaab ghaTaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
kyaa kyaa badan-e-saaf nazar aate hai.n ham ko
kyaa kyaa shikam o naaf nazar aate hai.n ham ko
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Sher
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
Ghulam Rabbani Taban
Sher
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Sher
payaam-e-zer-e-lab aisaa ki kuchh sunaa na gayaa
ishaara paate hii a.ng.Daa.ii lii rahaa na gayaa
Yagana Changezi
Sher
Shah Naseer
Sher
KHayaal-e-naaf-e-butaa.n se ho kyuu.n ki dil jaa.n-bar
nikalte ko.ii bha.nvar se na Duubtaa dekhaa
Shah Naseer
Sher
hai kaarvaan-e-qudsii-e-harf-e-azal ravaa.n
har jehl-o-zulm-o-zulmat-o-zer-o-zabar ke saath
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
hai.at se maavaraa hai lisaanii jamaaliyaat
paanii kaa asl zaa.iqa zer-e-namak to hai
Tauheed Zeb
Sher
bujhne kii dil kii aag nahii.n zer-e-KHaak bhii
hogaa daraKHt gor pe merii chiinaar kaa