SEARCH RESULTS
Showing search results for "zindabaad"
Sher MATCHES FOR "zindabaad"
Sher
rok saktaa hame.n zindaan-e-balaa kyaa 'majruuh'
ham to aavaaz hai.n diivaar se chhan jaate hai.n
Majrooh Sultanpuri
Sher
mai.n apnii maa.n ke vasiile se zinda-tar Thahruu.n
ki vo lahuu mire sabr-o-razaa me.n raushan hai
Abul Hasanat Haqqi
Sher
sharaab piite hai.n to jaagte hai.n saarii raat
mudaam aabid-e-shab-zinda-daar ham bhii hai.n
Aagha Akbarabadi
Sher
khul kar aaKHir jahl kaa elaan honaa chaahiye
haq-parasto.n ke liye zindaan honaa chaahiye
Fariha Naqvi
Sher
sanam kuucha tiraa hai aur mai.n huu.n
ye zindaan-e-daGaa hai aur mai.n huu.n